Tuesday, June 3, 2008

Aarman


Autum_leave-1135_30
Originally uploaded by johann.spies
Hum yunhi guzar rahe the umeed-e-zindagi magar,
Na jane kuyun kuch aisa hua khusboune ke beech kahine se ek armaan mahek uta, jaga ke
nigahone mein nayi arzu khawabone ko kisne khawashiyone se saja diya,

Mita kar fasale ki duri do dilone ke muje us ne yaadone ke shabnam mein bigoeya aur khud ko us ne mere justju mein khoya, maine us ko pane ke liye khud ko ranje ke rang mein rangavaya tu usne bhi muje apna ne ke liye heer ka gunguhat apnaya,

Mar kar bhi na hue juda jis tara Laila aur kais , kismaat ne use mera dil aur muje uske dhadkan bana diya, hua karshima kuch is tara, jis tara samunder ne lherone ko sahil se mila diya, use tara mere rab ne mujko muje se uske esaas mein mila diya.

No comments: