Sunday, September 19, 2010

Yaadein


Har lamha mujhe tumhari yaad ati hain
tumhari khatiyaien jaise aankaein, who masum se baatein, khelti hui muskan apne ap mein khudko dundthi hui apni pechaan
woh bitayae hui hum dono ke kal yaadone mein simatae hui motiyane jaise pal
sanjoyein hue kuch rang-bi-rangae khawab kis tarah hum dono humaesha raheta milne ko betaab
Har lamha mujhe tunhari yaad ati hain..

wahi subha roaz ati hain dophar ke dhup ka gunghat sarka thi hain
wahi shaam phir se jagmaga thi hain chand ko sitarone se milate hain
bus tum ho bi aur nahi bi.. kuyin mujhe is taraha saata thi ho rahe rahe kar mere aankone mein ansuone banker chamak jati ho.
Har lamha tumhari yaad ati hain..

Har lamha tumhari yaad ati hain
Kismet ne lamahaone mein humae ek dusare se milaya
Jaise sansone ko zindagi se rubaru karvaya
Kuyuin phir ye taqdeer rout gi humse jo tum mere paas hokar bi dur hogayi mujse
kya Manzur nahi tha khuda ko humari kushi ka saath
har lamha dedi mujhe tumhari yaad
Har lamha tumhari yaad ati hain...

Har lamha tumhari yaad ati hain
Aj sirf hain tu tumhari yaadone ka safar, manzil kaha koi pata nahi
Bus ek main hoon aur ek tum is se agaye zindagi kuch bi nahi
Har lamha tumhari yaad ati hain..



No comments: